Deepika Padukone Drug case Full Case review | NCB Drug case in Bollywood
Deepika Drug Case
Bollywood drug ka kisha garmata hi jaa raha hai Sushant sucied case se suru hua yeh mamala roj ek naya angle le raha hai . chaliye ek baar suru se suru karte hai.
1. Sushant sucied
2. Nepotisam
3. Gropisam
4. Money londaring
5. Drug angle
Pahle is case ko maharastra police dekh rahi thi phir isko CBI Ke hatho mai sopa gaya aur ab CBI and NCB dono dekh rahe hai hai is case mai Sushant se lekar riya tak ko drug use karane mai naam aaya phir pata chala ki rhea bhai bhi drug mai deal karate hai uske baad sara ali khan aur rakool preet ka naam samane aur ab samane aaya hai ki Deepika padukon bhi drug lete hai Deepika aur karishama jo ki Deepika ki manager hai unki chat samane aayi hai NCB ne Karishma ko saman bheja Karishma ne ek din ka time maanga kyuki vo goa mai hai Deepika ki film ki shooting par us film ke producer karan johar hai vo bhi goa mai hai . deere deere sabhi badi machaliya jo Bollywood ki hai sabka naam samne aa raha hai .dekhiye yeh case kaha jaake thamta hai .aur akhir Sushant ko Insaaf milata hai ya nahi drug mafia pakade jaate hai ya nahi.
Yeh muda tool pakade hua hai.koi ye taiyaar nahi ki Sushant ne sucide kiya hai .
Aur drug dealing main naye naye logo ke naam aane se sab hairan hai .
Aapko kya lagta hai kya ye sab sach hai ? Ya phir aapki kya Rai hai ispe comment karke zaroor batain
• For more updates Subscribe to our YouTube channel - https://www.youtube.com/channel/UCJ6faNvrDZn44oQFr6M-dqg
For more Follow us on :
• Instagram:
@filmichanakya - https://instagram.com/filmichanakya?igshid=a3tayamc2d3u
• Facebook:
Filmi Chanakya - https://www.facebook.com/Filmi-Chanakya-101625991534303/



Comments
Post a Comment